Wednesday, April 10, 2013


ab-i-ḥasrat hai us Aagosh ka, jahan bus ek uluhiyat khamoshi ho... Kadam phir ruk gaye is bismayi khyaal se ki meri parchayi ko phir kya hoga..!!

Zindagi ki taqdir sirf ek aala Fareeb-e-Nazar hai...!! Hairat is baat par hai ki log phir bhi Umeed Faraib Baraah-e-raast hain....

Jindagi ki Nakaamiya mumkin Maqbooliyat ho sakti hai...!! Ijazatte Khof zehan me,ye mujhe manzoor nahi....

Afsos Nahi un Galtiyon par, Dorane Jindagi karta raha...!! Afsos mujhe un Galtiyon par hai jo Khuwahish-mand hi reh gayin..

Wo Kuch Pal..


Mujhe koi Khof nahi Takmeel Ka.... Andaaj hai hame bhi kuch naa-mumkin khoaahishon ka..